Sunday, July 15, 2012

Journey to Siddhi Vinayak-live

In case you don't remember, maine Siddhi Vinayak par mannat maangi thi ki jab hamari shaadi karwa doge, to mai Mumbai me jaha bhi reh raha hounga, waha se apke paas paidal aunga. Nange pair.

Humne socha apna kaam hum poora kar lete hain. Unka kaam ab wo jaane.

No comments:

Post a Comment